Wednesday 29 April 2015

....dil todna acha...

Sawaal jab bohot ho Jaye or jawaab na mile
To chup reh kar khud dil to todna accha

Jab saath na de manzil tak koi humsafar
To tanha hi apne raasto KO modna accha

Agar pyaar ho tumhe or uski kadr na ho
To use seene me dabakar muh modna accha

Sahi kaha hai kisine ki jab samajh na ho rishto me
To use haseen mod pe LA k chhodna accha

Saturday 25 April 2015

Kash ye sach hota

Log kehte hain muhobbat kitabon me hoti hai.....shayari me hoti hai....zindagi me nahi....
.
.

.
.
Sun kar sochti hu..
.....kaash ye sach hota......